Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnil Biswas
HomeAnil Biswas
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa mohabbat ki basti basaayenge hum iss zameen se alag aasmaanon se door mohabbat ki basti basaayenge hum main hoon dharti tu aakaash hai o sanam main hoon dharti tu aakaash hai o sanam dekh dharti se aakaash hai kitni door tu kahaan main kahaan hai yahi mujhko ghum dekh dharti se aakaash hai kitni door door duniyaa se koi nahin hai jahaan mil rahe hai wahaan par zameen aasmaan mil rahe hai wahaan par zameen aasmaan chhup ke duniyaa se phir kyun na mil jaayen hum iss zameen se alag aasmaanon se door mohabbat ki basti basaayenge hum tere daaman talak hum to kya aayenge tere daaman talak hum to kya aayenge yun hi haanthon ko phailaa ke reh jaayenge koi apna nahin besahaare hain hum dekh dharti se aakaash hai kitni door dharti se aakaash hai kitni door
ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa meri khushi ki duniyaa baabul ne chheen li mere sukhon ki kaliyaan kismat ne been li meri khushi ki duniyaa baabul ne chheen li mere sukhon ki kaliyaan kismat ne been li ab tu hi bachaa laaj meri bansi bajaiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa pooja nahin hai poori adhuri hai aarti pooja nahin hai poori adhuri hai aarti o shaam salone tujhe meera pukaarti o shaam salone tujhe meera pukaarti tujhe meera pukaarti kehti hai baar baar wo le le ke balaiyaan kehti hai baar baar wo le le ke balaiyaan bhagwaan bhagwaan bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa
ab yaad naa kar bhool jaa aye dil wo fasana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar kyun yaad tujhe aati hai beeti huyi baaten tu bhool jaa tu bhool jaa wo pyaar ke din pyaar ki raaten ab toot chuka hai wo tera khaab suhana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar aye jhoomti lehrati huyi mast hawaaon aye chaand nazaron rangeen fizaaon tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana hain pyaar ki ghadhiyaan hai muhabbat ka zamana hain pyaar ki ghadhiyaan pyaar ki ghadiyaan aati hai mere kaanon mein ye kis ki sadaaayennnnn tum dil se khud hi poochh loooo hum kyun ye bataayeeeee yaad aane lagaaaa yaad aane lagaa yaad aane lagaa phir mujhe wo bhoola fasaana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana wo pyaar ki ghadiyaaan pyaar ki ghadiyaan aa jaa ke ab uss dard bhare din ko bhulayen armanon ke gulshan mein naye phool
ae dil mujhe aisi jagah le chal jahaan koi na ho ae dil mujhe aisi jagah le chal jahaan koi na ho apna paraaya meharbaa naa meharbaan koi na ho ae dil mujhe aisi jagah le chal jahaan koi na ho ja kar kahin kho jaau main neend aaye aur so jaau main neend aaye aur so jaau main ja kar kahin kho jaau main neend aaye aur so jaau main neend aaye aur so jaau main duniya mujhe dhoondhe magar mera nishaan koi na ho duniya mujhe dhoondhe magar mera nishaan koi na ho ulfat ka badla mil gaya wo ghum luta wo dil gaya wo ghum luta wo dil gaya ulfat ka badla mil gaya wo ghum luta wo dil gaya wo ghum luta wo dil gaya chalna hain sab se door door ab carvaan koi na ho chalna hain sab se door door ab carvaan koi na ho apna paraaya meharbaa naa meharbaan koi na ho ae dil mujhe aisi jagah le challll
aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa ujdi huyi basti ko basane aa jaa aye jaane jigar dil dard se betaab hai o jaane tamannaaaa aaraam ka paigaam sunane aa jaa aaraam ka paigaam sunane aa jaa aye jaane jigar parwaana badi der seee hai aas lagaaye aye shamma naa kar der jalaane aa jaa aye shamma naa kar der jalaane aa jaa aye jaane jigar tarsi huyi nazron ko hai deedar ki hasrat barkha ki tarah pyaas bhujane aa jaa barkha ki tarah pyaas bhujane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa ujdi huyi basti ko basane aa jaa aye jaane jigar
baalmavaa naadaan aaa aaaa aaa aa baalmavaa naadaan samjhaaye na samjhe dil ki batiyaan baalmavaa naadaan baalmavaa naadaan ho naadaan ho naadaan balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani in nainon ki balma tune koyi kadar na jaani o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma jaa ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane jee ke marna marke jeena pagle tu kya jaane o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa
ghabarae jab mann anmol hriday ho uthe daanvadol ghabarae jab mann anmol aur hriday ho daanvadol tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami jab ashanti kaa raag uthe laal lahoo kaa phaag uthe hinsa ki woh aag uthe maanav mein pashu jaag uthe eeee eeee upar se muskate ghan bhitar zeher rahe tu ghol tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami jab duniya se pyaar utheeeeee jab duniya se pyar uthe nafrat ki deewar uthe maa ki mamata par jis din bete ki talawar utheeeeeeee dharati ki kaaya kaanpe ambar jagmag uthe dol tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami door kiya jis ne jan jan ke vyakul mann kaa andhiyaraaaa jis ki ek kiran ko chhoo kar chamak utha ye jag sara deep satya kaa sada jale daya ahinsa sada phale sukh shanti ki chhaya mein jan gan man kaa prem paleeee bharat ke bhagwaan
bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago dekho meri nazar mein hasrat machal rahi hai parwaana so raha hai aur shamma jal rahi hai dekho meri nazar mein hasrat machal rahi hai parwaana so raha hai aur shamma jal rahi hai kehti hai beqaraari ye raat hai humaari kehti hai beqaraari ye raat hai humaari jaago meri tamanna jaago jaago bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago neele gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte jaago to thehar jaaye ye raat dhalte dhalte neele gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte jaago to thehar jaaye ye raat dhalte dhalte aaye na phir savera tum saath do jo mera aaye na phir savera tum saath do jo mera jaago meri tamanna jaago jaago bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago
dheere dheere aane waale dheere aa re baadal dheere dheere jaa mera bulbul so raha hai mera bulbul so raha hai shor gul naa machaa dheere dheere raat dhundhali ho gayi hai saari duniyaa so gayi hai raat dhundhali ho gayi hai sehlaa ke keh rahen hain phool kyaari mein so gayi so gayi so gayi so gayi laila kisi ki intezaari mein so gayi laila kisi ki intezaari mein meri laila ko o baadal tu nazar naa laga tu nazar naa laga o baadal tu nazar naa laga mera bulbul so raha hai mera bulbul so raha hai shor gul naa machaa dheere dheere tana na tana na tan na nana na tana na ta nadir na na na o gaane waalee shhhh dheere gaana geet tu apna kyun are toot jaayega kisi ki aankh ka sapna toot jaayega kisi ki aankh ka sapna chupke chupke keh raha hai chupke chupke keh raha hai mujh se mera dil aa gayi dekho musaafir pyaar ki mansil musaaffir pyaar ki manzil kaun gaata hai rubaai reeeee phir ye kiss ki yaad aayi re phir ye kiss ki yaad aayi re kiss ne pehna di haan bolo kiss ne
dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda aaj ki ye raat mand phir na aaye kal o chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda swapn bachpan ke adhure ho rahe hain aaj poore swapn bachpan ke adhure ho rahe hain aaj poore phir na jaane kab aayenge ye sunehre pal o chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda preet ki dulhan saji hai mann mein shehnaayi baji hai preet ki dulhan saji hai mann mein shehnaayi baji hai aaj ghulne de nayan mein raat ka kaajal o chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda
dil jalta hai to jalne de aansu na bahaa fariyaad na kar dil jalta hai to jalne de aansu na bahaa fariyaad na kar dil jalta hai to jalne de tu parda nasheen ka aashiq hai yoon naam e wafaa barbaad na kar tu parda nasheen ka aashiq hai yoon naam e wafaa barbaad na kar dil jalta hai to jalne de maasoom nazar ke teer chala bismil ko bismil aur banaa maasoom nazar ke teer chala bismil ko bismil aur banaa ab sharm o hayaa ke parde mein yoon chhup chhup ke bedaag na kar ab sharm o hayaa ke parde mein yoon chhup chhup ke bedaag na kar dil jalta hai to jalne de hum aas lagaaye baithe hain tum vaada karke bhool gaye hum aas lagaaye baithe hain tum vaada karke bhool gaye ya soorat aake dikha jaao ya keh do humko yaad na kar ya soorat aake dikha jaao ya keh do humko yaad na kar dil jalta hai dil jalta hai dil jalta hai
dil mein basa ke meet banaa ke bhool naa jaana preet puraani bhool naa jaana dil mein basa ke ye meri khaamosh nigaahen ye meri khaamosh nigaahen jalte aansu thandi aahein le ja aaaaaa le ja ye dil ka nazraana bhool naa jaana preet puraani bhool naa jaana dil mein basa ke aaj bahaaren rooth chali hain aaj bahaaren rooth chali hain dil ki ummeeden toot chali hain aaj bahaaren rooth chali hain chhalak raha aaaaaa chhalak raha ghum ka paimaana bhool naa jaana preet puraani bhool naa jaana dil mein basa ke
aaaaaa dil shaam se dooba jaata hai dil shaam se dooba jaata hai raat aayegi to kya hoga raat aayegi to kya hoga jab naagan ban kar tanhai jab naagan ban kar tanhai das jaayegi to kya hoga das jaayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai jab pyaas mere armaanon ki har saans se badhti jaayegi har saans se bhadti jaayegi ye kashti jab tufaanon se ye kashti jab tufaanon se takraayegi to kya hoga takraayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai raat aayegi to kya hoga raat aayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai raah takte agar thak jaaye nazar deti hai tasalli aas magar deti hai tasalli aas magar jab aas tasalli dede kar jab aas tasalli dede kar thak jaayegi to kya hoga thak jaayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai raat aayegi to kya hoga raat aayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai
aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai is dharti par qadam badhaanaa atyaachaar tumhaaraa hai atyaachaar tumhaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai shuru huaa hai jang tumhaaraa jaag utho
door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi mera mann hai udaas jiya mand mand hai mera mann hai udaas jiya mand mand hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadal aaye par barasaat baaki reh gayi baadal aaye par barasaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole ban mein chameli phooli hum bahaar mein bhoole hum bahaar mein bhoole par deni thi jo saugaat baaki reh gayi par deni thi jo saugaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa
ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa nainon mein wo hain aise nainon mein wo hain aise saawan mein rimjhim jaise rimjhim rimjhim nainon mein wo hain aise aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa jab tak balam na bole jab tak balam na bole aake na ghunghat khole balamaa more aake na ghunghat khole preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa
Husn Bhi Hai Udas Udas
ik dil ka lagaana baaki tha so dil bhi laga ke dekh liya taqdeer ka rona kam na huwa aansu bhi baha ke dekh liya ik dil ka lagaana ik baar bhulaana chaaha tha sau baar wo humko yaad aaya ik baar bhulaana chaaha tha sau baar wo humko yaad aaya ik bhoolne waale ko humne sau baar bhula ke dekh liya ik bhoolne waale ko humne sau baar bhula ke dekh liya ik dil ka lagaana ab tak to samajh mein aa na saka is dil ki tamannayen kya hain ab tak to samajh mein aa na saka is dil ki tamannayen kya hain sau baar sau baar hansa ke dekh liya sau baar rula ke dekh liya sau baar hansa ke dekh liya sau baar rula ke dekh liya ik dil ka lagaana baaki tha so dil bhi laga ke dekh liya ik dil ka lagaana
saanjh ki laali sulag sulag kar ban gayi kaali dhool aaye na baalam bedardi main chunti reh gayi phool intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur rain bhayi wo jal ankhiyan mein chubhne laage taare des mein main pardesan ho gayi jab se piya sidhare jab se piya sidhare intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur bhor bhayi par koi na aaya sooni sej basaane taare doobe deepak bujh gaye taare doobe deepak bujh gaye raakh huye parvaane intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur
ja main tose naahi bolun ja main tose naahi bolun tose naahi bolun ja main tose naahi bolun laakh jatan karle sajan laakh jatan karle sajan ghunghta nahin kho kholun tose naahi bolun ja main ghunghta naahi kholun tose naahi bolun ja main tose naahi bolun ja ja ja ja main ja main ja main tose naahi bolun ja main tose naahi bolun ankhiyon mein rain gayi ho saiyaan ankhiyon mein rain gayi saiyaan ankhiyon mein rain gayi gin gin taare ho tum jaaye base sautan dwaare ho tum jaaye base sautan dwaare tose naahi bolun ja main tose naahi bolun balma ja re ja ma pa ni dha ni pa ni dha ni sa ma ma re sa ni sa re sa ni ni ma ga ma re sa ja main ja main ja main tose naahi bolun ja main tose naahi bolun chhedo na mohe saiyaan haaye chhedo na mohe saiyaan ab chhedo na mohe saiyaan dungi main gaari aaye kahin ke bade haa chhail bihaari aaye kahin ke bade chhail bihaari tose naahi bolun ja main tose naahi bolun re tose naahi bolun ja main tose naahi bolun tose naahi bolun ja main
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Mohabbat Ki Basti Basaayenge Hum Fareb (1953) 03:14 15530
 
Poster of Fareb (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Shakuntala
Duration : 03:14   Song Number : 15530   

Ab Tere Siwa Kaun Mera Kismat (1943) 02:28 13552
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Chandraprabha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:28   Song Number : 13552   

Ab Yaad Naa Kar Anokha Pyar (1948) 03:44 12705
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shams Azeemabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh, Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 12705   

Ae Dil Mujhe Aisi Jagah Arzoo (1950) 03:32 20165
 
Poster of Arzoo (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20165   

Aye Jaaan E Jigar Aaram (1951) 03:51 15531
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 03:51   Song Number : 15531   

Balma Ja Ja Ja Aaram (1951) 02:43 11827
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:43   Song Number : 11827   

Buddham Saranam Gachchhami Angulimaal (1960) 06:51 16199
 
Poster of Angulimaal (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Aneeta Guha, Others
Duration : 06:51   Song Number : 16199   

Bulbul Mere Chaman Ke Heer (1956) 03:46 18086
 
Poster of Heer (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:46   Song Number : 18086   

Dheere Dheere Aa Re Baadal Kismat (1943) 04:00 11932
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Mumtaz Shanti
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:00   Song Number : 11932   

Dheere Dheere Dhal Re Chanda Angulimaal (1960) 03:50 40941
 
Poster of Angulimaal (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Aarti Mukherjee
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nimmi
Duration : 03:50   Song Number : 40941   

Dil Jalta Hai To Jalne De Pehli Nazar (1945) 03:27 12136
 
Poster of Pehli Nazar (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Dr Safdar 'Aah'
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Moti Lal
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 12136   

Dil Mein Basa Ke Meet Bana Ke Do Raha (1952) 03:24 39968
 
Poster of Do Raha (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 39968   

Dil Shaam Se Dooba Jaata Hai Sanskar (1958) 03:21 13548
 
Poster of Sanskar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sarshar Shailani
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:21   Song Number : 13548   

Door Hato Aye Kismat (1943) 04:01 13034
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:01   Song Number : 13034   

Door Papeeha Bole Gajre (1948) 02:52 15532
 
Poster of Gajre (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:52   Song Number : 15532   

Ghadi Ghadi Puchho Naa Anokha Pyar (1948) 02:24 32493
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:24   Song Number : 32493   

Husn Bhi Hai Udaas Udaas Fareb (1953) 03:11 37867
 
Poster of Fareb (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:11   Song Number : 37867   

Ik Dil Ka Lagaana Anokha Pyar (1948) 02:42 12811
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Zia Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:42   Song Number : 12811   

Intezaar Aur Abhi Char Dil Char Rahen (1959) 03:05 12166
 
Poster of Char Dil Char Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:05   Song Number : 12166   

Ja Main Tose Naahi Bolun Sautela Bhai (1962) 03:10 39868
 
Poster of Sautela Bhai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:10   Song Number : 39868   
Karaoke Songs of anil biswas, Sad Songs of anil biswas, Love Songs of anil biswas, Dance Songs of anil biswas, Hip-hop songs of anil biswas, Best songs of anil biswas, Super hit songs of anil biswas, hit songs of anil biswas, duet songs of anil biswas, solo songs of anil biswas, old songs of anil biswas, famous songs of anil biswas, Hindi Karaoke Songs of anil biswas, Hindi Sad Songs of anil biswas, Hindi Love Songs of anil biswas, Hindi Dance Songs of anil biswas, Hindi Hip-hop songs of anil biswas, best Hindi songs of anil biswas, super hit Hindi songs of anil biswas, hit Hindi songs of anil biswas, duet Hindi songs of anil biswas, solo Hindi songs of anil biswas, old Hindi songs of anil biswas, famous Hindi songs of anil biswas, Sing Along Songs of anil biswas, Sing Along Sad Songs of anil biswas, Sing Along Love Songs of anil biswas, Sing Along Dance Songs of anil biswas, Sing Along Hip-hop songs of anil biswas, Sing Along Best songs of anil biswas, Sing Along Super hit songs of anil biswas, Sing Along hit songs of anil biswas, Sing Along duet songs of anil biswas, Sing Along solo songs of anil biswas, Sing Along old songs of anil biswas, Sing Along famous songs of anil biswas